10+Ramadan Islamic status Quotes in Urdu and Hindi with images for WhatsApp, Facebook, Instagram
Doston aj hum apky sath 10+Ramadan Islamic status Quotes in Urdu and Hindi share kar rahy hain jo ky buhat unique hain. Ramadan ka maheena buhat barkato or rehmato wala hai. Jb banda roza rakhta hai to Allah ny apny sy khush hota hai. Or rozadar ki Dua qabool farmata hai. Rozadar ka har amal qabool hota hai uski khamooshi ibadat hai. Rozadar ki Dua par farishty ameen kehty hain. Rozadar Allah ki rehmat ky saye mein hota hai. Is maheeny mein Allah sy muhabbat mazeed barh jati hai ibadat ka shok barh jata hai. Har traf sehri aftari ki ronaq nazar ati hai. Doston agar apko hmara content hmari mehnat pasand ayae to ap Ramadan Islamic status Quotes in Urdu and Hindi ko ziada sy ziada share karain.
Islamicstatusquotes.Syedatv.Com
10+Ramadan Islamic status Quotes in Urdu and Hindi with images for WhatsApp, Facebook, Instagram
1)Apny rabb ko raazi karlo
Ky Tooba ky Darwazy khuly hain.
اپنے رب کو راضی کر لو
کہ توبہ کے دروازے کھلے ہیں
2)Jb Ramadan ka maheena ata ha to Rehmat ky darwazy khol diye jaty hain.
جب رمضان کا مہینہ آتا ہے تو رحمت کے دروازے کھول دیئے جاتے ہیں
3)Jannat ky darwazy "Rayan" mein sirf rozadar hi dakhil hoga.
جنت کے دروازے ریان میں صرف روزہ دار ہی داخل ہوگا
4)Ramadn mein Shaitan ko Qaid kar dia jata hai.
رمضان میں شیطان کو قید کر دیا جاتا ہے
5)Jis ny ramadan ky rozy Faraz smjh kar sawab ki umeed sy rakhy wo bakhsha gya.
جس نے رمضان کے روزے فرض سمجھ کر ثواب کی امید سے رکھے وہ بخشا گیا
6)Jb Allah bakhashny par ata hai to gunahgaro ko ramadan ata karta hai.
جب اللہ بخشنے پر آتا ہے تو گنہگاروں کو رمضان عطا کرتا ہے
7)Khajoor sy roza khola karo ky is mein barkat hai.
کھجور سے روزہ کھولا کرو کے اس میں برکت ہے
8)Ramadan Allah ki traf sy tamam musalmano ky liye Tohfa hai.
رمضان اللہ کی طرف سے تمام مسلمانوں کے لئے تحفہ ہے
9)Rozadaro Har haal mein sabar rakho
Ky ye Sabar jannat mein ly jaye ga.
روزہ داروں ہر حال میں صبر رکھو
کہ یہ صبر جنت میں لے جائے گا
10)Allah pak ka rozadar py aik inaam ye bhi ha ky Aftar ky waqat lakho log jahannum sy najat paty hain.
اللہ پاک کا روزہ دار پہ ایک انعام یہ بھی ہے کہ افطار کے وقت لاکھوں لوگ جہنم سے نجات پاتے ہیں
Post a Comment